Roman script

ban ki ye chidiya chidiya 
ban ki ye chidiya bani ab pinjare ki maina 
bani ab pinjare ki maina
prem ki dor bandhi han han 
prem ki dor bandhi han han 
prem ki dor bandhi 
pawan jhakore jhule thi 
pawan jhakore jhule thi 
ab prem jhakore jhuli hai 
prem jhakore jhuli hai 
dekh dekh sab bikhar gya ab 
dekh dekh sab bikhar gya ab 
prem me sudh budh jhuli hai 
prem me sudh budh jhuli hai 
ban ki ye chidiya chidiya 
ban ki ye chidiya bani ab pinjare ki maina 
bani ab pinjare ki maina
prem ki dor bandhi han han 
prem ki dor bandhi han han 
prem ki dor bandhi 
ek din tum bhi nhi bachogi 
ek din tum bhi nhi bachogi 
sajan ke man se jaye rachogi

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Devika Rani, Meera