Roman script

ban ke aaina aa baith samne jara

ban ke aaina aa baith samne jara

mai puchu tu mujhse bata 

kya mai khubsurat nahi tujhe meri jarurat nahi

kya mai khubsurat nahi tujhe meri jarurat nahi

ban ke aaina aa baith samne jara

ban ke aaina aa baith samne jara

mai hans ke mai hans ke pathar ko 

phool bana du phool bana du

mai chhu ke pani me aag laga du aag laga du

tu hai chees kya tu hai chees kya

ban ke aaina aa baith samne jara

mai puchu tu mujhse bata

kya mai khubsurat nahi tujhe meri jarurat nahi

kya mai khubsurat nahi tujhe meri jarurat nahi

tut gaya ful sa ye mera badan

haye haye mera badan huyi mera badan

tut gaya ful sa ye mera badan

haar gayi mai karke sare jatan

aur karu kya ha aur karu kya

ban ke aaina aa baith samne jara

ban ke aaina aa baith samne jara

mai puchu tu mujhse bata

kya mai khubsurat nahi tujhe meri jarurat nahi

kya mai khubsurat nahi tujhe meri jarurat nahi

tere liye ye pyar nigaho ka khel hai nigaho ka khel hai

tere liye ye pyar nigaho ka khel hai

mere liye ye pyar dilo ka mel hai

dilo ka mel hai jao bewfa jao bewfa

ban ke aaina aa baith samne jara

ban ke aaina baith samne jara

mai puchu tu mujhse bata

kya mai khubsurat nahi tujhe meri jarurat nahi

kya mai khubsurat nahi tujhe meri jarurat nahi

tujhe meri jarurat nahi tujhe meri jarurat nahi

Explore this song