Roman script

ban ke aaina aa baith samne zara 

ban ke aaina aa baith samne zara 

mai puchhu tu mujhse bata 

kya mai khub surat nahi tujhe meri jarurat nahi 

kya mai khub surat nahi tujhe meri jarurat nahi 

ban ke aaina aa baith samne zara 

ban ke aaina aa baith samne zara 

mai has ke o mai has ke 

pathar ko phool bana du phool bana du 

mai chhu ke o mai chhu ke 

pani me aag laga du aag laga du 

tu hai cheez kya tu hai cheez kya

aa baith samne zara

mai puchhu tu mujhse bata 

kya mai khubsurat nahi tujhe meri jarurat nahi 

kya mai khubsurat nahi tujhe meri jarurat nahi 

tut gaya phul sa ye mera badan 

haye haye mera badan uyi mera badan

tut gaya phul sa ye mera badan 

haar gayi karke mai saare sokan

aur kya karu aur kya karu 

ban ke aaina aa baith samne zara 

ban ke aaina aa baith samne zara 

mai puchhu tu mujhse bata 

kya mai khubsurat nahi tujhe meri jarurat nahi 

kya mai khubsurat nahi tujhe meri jarurat nahi 

tere liye ye pyar nigaho ka khel hai 

tere liye ye pyar nigaho ka khel hai 

mere liye ye pyar dilo ka mel hai dilo ka mel hai 

ja bewafa ja bewafa 

ban ke aaina aa baith samne zara 

ban ke aaina aa baith samne zara 

mai puchhu tu mujhse bata 

kya mai khubsurat nahi tujhe meri jarurat nahi 

kya mai khubsurat nahi tujhe meri jarurat nahi

tujhe meri jarurat nahi tujhe meri jarurat nahi

Explore this song