Roman script

ban gaye dil ke fasane kya kya

ban gaye dil ke fasane kya kya

khul gaye raaj naa jane kya kya

ban gaye dil ke fasane kya kya

ban gaye dil ke fasane kya kya

kaun tha mere alawa uska 

kaun tha mere alawa uska

usne dhundhe the thikane kya kya

usne dhundhe the thikane kya kya

khul gaye raaj naa jane kya kya

ban gaye dil ke

aarju meri wahi hai lekin

aarju meri wahi hai lekin

usko aate hai bahane kya kya 

usko aate hai bahane kya kya 

khul gaye raaj naa jane kya kya

ban gaye dil ke

raaj-e-dil laakh chhupaya lekin

raaj-e-dil laakh chhupaya lekin

kah diya uski kah diya 

uski ada ne kya kya 

kah diya uski kah diya 

uski ada ne kya kya 

khul gaye raaj naa jane kya kya

ban gaye dil ke fasane kya kya

khul gaye raaj naa jane kya kya

ban gaye dil ke fasane kya kya

Explore this song