Roman script

check it on check it on check it on 
check it on check it on check it on
love train check check check check it on haan love train 
love train check check check check it on haan love train 
bambai se rail chali dadar se wo bhi chadi 
bambai se rail chali dadar se wo bhi chadi 
surat mein surat ka didaar ho gaya re 
dilli aane se pehle pyaar ho gaya 
dilli aane se pehle pyaar ho gaya 
haan bambai se rail chali dadar se main bhi chadi
bambai se rail chali dadar se main bhi chadi
surat me surat ka dedar do gaya re 
dilli aane se pehle pyar ho gya 
dilli aane se pehle pyar ho gya 
bambai se rail chali dadar se main bhi chadi
wo bhi hasi thi main bhi jawaa tha 
payara safar tha pyara samaa tha 
main baitha baaye wo baithi daaye 
uske jalwe mujhe bulaaye
main bhi akeli wo bhi akela 
wo mera majanu or main laila
aankhon ka signal usne dikhaya 
karke ishara mujhe bulaye
oh humsafar tu mera ho gaya 
dilli aane se pehle pyaar ho gaya 
dilli aane se pehle pyaar ho gaya 
bambai se rail chali dadar se wo bhi chadi
bambai se rail chali dadar se wo bhi chadi 
surat mein surat ka didaar ho gaya re 
dilli aane se pehle pyaar ho gaya 
dilli aane se pehle pyaar ho gaya 
aate hain station jaate hain station 
badati jaaye dilon ki dhadkan 
aaya baroda utha wo jhoom ke 
mera chehra nazaron se chooom ke 
itne mein aage aa gayi dilli 
gaadi se utri haaye meri lilli
apna pata fir usne btaya  
karne ko tata usne haath uthaya 
tata bye bye see you
bin uske jeena dushwaar hai gya haan 
dilli aane se phle pyaar ho gaya re 
dilli aane se phle pyaar ho gaya
bambai se rail chali dadar se  main bhi chadi re
surat mein surat ka didaar ho gaya re 
dilli aane se pehle pyaar ho gaya 
dilli aane se pehle pyaar ho gaya 
dilli aane se pehle pyaar ho gaya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Alisha Chinai, Anu Malik