Roman script

bambai ka maharaja 

kabhi to kahi se aayega

bambai ka maharaja 

kabhi to kahi se aayega

wo hoga sabke sapno ka raja raja raja

bambai ka maharaja

kabhi to kahi se aayega

dushman ka dushman

yaro ka pyara

kismat ke maro ka humdum

wo bebaso ka sahara

hoga wo banda toofa ka pala

benoor is jindagi me

aake jo bhar de ujala

bambai ka maharaja

kabhi to kahi se aayega aayega

sabka gum leke khushiya jo bate

takrake jo jalimo se

julmo ki janjir kate

lele jo aasu aankho se sabki

dil ka raham dil ho aisa

jaise dua koi rab ki

bambai ka maharaja

kabhi to kahi se aayega

wo hoga sabke sapno ka raja raja raja

bambai ka maharaja

kabhi to kahi se aayega

Explore this song