Roman script

bam bam bam bam phatak bam bam

dam dam dam dam nahi tujhme dam

bam bam bam bam phatak bam bam

dam dam dam dam nahi tujhme dam

bam bam bam bam phatak bam bam

dam dam dam dam nahi tujhme dam

acha nahi lagta raja tera rawaiya

are acha nahi lagta raja tera rawaiya

pawalli ka chokra nakhra rupaiya

acha nahi lagta raja tera rawaiya

pawalli ka chokra nakhra rupaiya

bam bam bam bam phatak bam bam

dam dam dam dam nahi tujhme dam

bam bam bam bam phatak bam bam

dam dam dam dam nahi tujhme dam

besharam ye aashik hai aajkal ke

sath chode do kadam sath chalke

besharam ye aashik hai aajkal ke

sath chode do kadam sath chalke

dekhi kahi jab koi ladki akeli

milte hai ye girgit sa rang badal ke

milte hai ye girgit sa rang badal ke

ungali ke bahane ye pakde kalaiya

ungali ke bahane ye pakde kalaiya

pawalli ka chokra nakhra rupaiya

acha nahi lagta raja tera rawaiya

pawalli ka chokra nakhra rupaiya

bam bam bam bam phatak bam bam

dam dam dam dam nahi tujhme dam

bam bam bam bam phatak bam bam

dam dam dam dam nahi tujhme dam

ye mung masur ki dal tauba

kauwa chale hans wali chaal tauba

ye mung masur ki dal tauba

kauwa chale hans wali chaal tauba

buri najar wale ka muh kala

tu hai kudrat ka ulta kamal tauba

tu hai kudrat ka ulta kamal tauba

tujhko nachaungi mai ta tha thaiya

are tujhko nachaungi mai ta tha thaiya

pawalli ka chokra nakhra rupaiya

acha nahi lagta raja tera rawaiya

pawalli ka chokra nakhra rupaiya

bam bam bam bam phatak bam bam

dam dam dam dam nahi tujhme dam

bam bam bam bam phatak bam bam

dam dam dam dam nahi tujhme dam

bam bam bam bam phatak bam bam

dam dam dam dam nahi tujhme dam

bam bam bam bam phatak bam bam

dam dam dam dam nahi tujhme dam

Explore this song