Roman script

balram ne bahut samjhaya balram ne bahut samjhaya

par ram ne bahut dhokha khaya

ab to ram hi jaan bachaye bachaye beda paar lagaye

ab to ram hi jaan bachaye beda paar lagaye

jo hona tha ho gaya jo hona hai ho jaye

ham pinjare ke panchhi pinjare ke panchhi

pinjare ke panchhi hamse kitni dur bahare

aao mil kar soche mil kar soche

aao mil kar soche apni bigadi aap saware

teri sari baten jaisi lakdi ki talware lakdi ki talware

lakdi ki talware to banwa do muskil me kam na aye

ab to ram hi jaan bachaye beda paar lagaye

ab to ram hi jaan bachaye beda paar lagaye

ho gore mukh pe julf ye kali nagin si lahraye

nagan se rahna dur sapere tujhe das na jaye

jaan hatheli par jo rakhe apne pas wo aaye

aane wale aa gaye aa gaye dil dhadke haye haye

ab to ram hi jaan bachaye beda paar lagaye

ab to ram hi jaan bachaye beda paar lagaye

jab tak ram ki sena aaye gate raho ye gaana

band hai sare darwaje har rasta hai anjana

are muskil hai is rawan ki lanka se bach ke jaana

vinti hai hanuman se hanuman se lanka me aag lagaye

ab to ram hi jaan bachaye beda paar lagaye

jo hona tha ho gaya jo hona hai ho jaye

ab to ram hi jaan bachaye beda paar lagaye

ab to ram hi jaan bachaye beda paar lagaye

Explore this song