Roman script

baalma sajna baalma sajna 

duniya bhula di tere pyaar ne 

tere pyaar ne, tere pyaar ne 

baalma sajna baalma sajna 

duniya bhula di tere pyaar ne 

tere pyaar ne, tere pyaar ne baalma 

dekha pahali baar tumhe, hay kya nazara tha 

dekha pahali baar tumhe, hay kya nazara tha 

kis tarah bataye tumhe haal jo hamara tha 

kis tarah bataye tumhe haal jo hamara tha 

luta hain dil ye bekrar ne 

bekrar ne, bekrar ne 

baalma sajna baalma sajna 

ha duniya bhula di tere pyaar ne 

tere pyaar ne, tere pyaar ne baalma

ho jo mere bas me to, motiyo me taul du

ho jo mere bas me to, motiyo me taul du 

pyaar hain kisi se tumhe, bhed sara khol du

pyaar hain kisi se tumhe, bhed sara khol du 

thaani hain kya dil me sarkar ne 

sarkar ne, sarkar ne 

baalma sajna baalma sajna 

ha duniya bhula di tere pyaar ne 

tere pyaar ne, tere pyaar ne

baalma sajna baalma sajna 

ha duniya bhula di tere pyaar ne 

tere pyaar ne, tere pyaar ne baalma

Explore this song