Roman script

balma ne man har leela kaisa jadu kiya re

mohe munh se chhina re haye balma ne man har leena

kaisa jadu kiya re more munh se chhina re 

haye balma ne man har leena 

ho nainan se ek rang sa umde

aur jagat par chhaye

saari duniya ek nashila

sapna banti jaye nash nash bhar dina

kaisa jadu kiya re more munh se chhina re 

haye balma ne man har leena 

kaisa jadu kiya re more munh se chhina re 

haye balma ne man har leena 

kaun desh ka waasi hai tu

kaun gagan ka tara

teri jyot se man mandir mein 

fail gaya ujiyara jagmag ho gaya jina

kaisa jadu kiya re more munh se chhina re 

haye balma ne man har leena 

kaisa jadu kiya re more munh se chhina re 

haye balma ne man har leena

Explore this song