Roman script

balma main muqaddama kar dungi

kar dungi khada adalat me

main lut gayi teri mohabbat me

main lut gayi teri mohabbat me

balma main muqaddama kar dungi

kar dungi khada adalat me

main lut gayi teri mohabbat me

main lut gayi teri mohabbat me

balma main muqaddama kar dungi

kar dungi khada adalat me

ho dil mera oye hoye hoye

dil mera tune luta hai

ilzaam magar ye jhutha hai

o dil mera tune luta hai

ilzaam magar ye jhutha hai

ja tang mujhe bekar na kar

tu mujrim hai

oye hoye hoye tu mujrim hai inkaar na kar

police abhi aa jayegi

le legi tujhe hirasat me

main lut gayi teri mohabbat me

main lut gayi teri mohabbat me

balma main muqaddama kar dungi

kar dungi khada adalat me

ho ye chudi o tune todi hai

oye hoye hoye ye chudi tune todi hai

tune to had kar chhodi hai 

badnaam kar mujhe chhoda hai

o ye gajra ha tune toda hai

haye haye haye ye gajra tune toda hai

main samne judge ke jaungi

isi surat me isi halat me

main lut gayi teri mohabbat me

main lut gayi teri mohabbat me

balma main muqaddama kar dungi

kar dungi khada adalat me

kab kisne kise fansaya tha

tu raat mere ghar aaya tha

kya maine bulaya tha aaja

kyu chhoda phir khula darwaza

sab kuch hua teri marji se

o kah dunga bhari adalat me

main mara gaya shrafat me

main mara gaya shrafat me

balma main muqaddama kar dungi

kar dungi khada adalat me

main lut gayi teri mohabbat me

main lut gayi teri mohabbat me

main mara gaya shrafat me

main mara gaya shrafat me

main lut gayi teri mohabbat me

main mara gaya shrafat me

Explore this song