Roman script

balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa

balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa

tohe dhundhe jiya baar baar 

tohe dhundhe jiya baar baar sanware jaldi se aa

balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa

badan mora phulo ki daali sa lachke

badan mora phulo ki daali sa lachke

chalat hu mai papi najariyo se bachke

kisi ka nahi aitbar re sanware jaldi se aa

balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa

piya mori nas nas me jaagi hai jawala

piya mori nas nas me jaagi hai jawala

lagi dil ki dekhe na pehra na tala

akeli rahi thi bahar ye sanware jaldi se aa

balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa

yaha jaan par khel ke tore karan

yaha jaan par khel ke tore karan

tanik dekh to kaun aaya hai sajan

jaha ho vahi pe pukar re sanware jaldi se aa

balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa

tohe dunde jiya baar baar

tohe dunde jiya baar baar sanware jaldi se aa

balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa

Explore this song