Roman script

balam mohe la de, sajan mohe la de

chunariya chunariya, chunariya hari

o balam mohe la de, sajan mohe la de

chunariya chunariya, chunariya hari

dekhna, dekhna phir nigaho ki jadugari

chunariya hari

balam mohe la de, sajan mohe la de

la de re, mohe la de

chunariya chunariya, chunariya hari

joban ki nadi chadh ke, utar jaye na balma

are ha more balma

joban ki nadi chadh ke, utar jaye na balma

are ha more balma

do din ki jawani hai

do din ki jawani hai

gujar jaye na balma

are ha more balma

kaahe ko, kaahe ko, kaahe ko

deri kare, ho chunariya hari

balam mohe la de, sajan mohe la de

la de re, mohe la de

chunariya chunariya, chunariya hari

do ghadi, do ghadi ka hai mehman 

gori ka roop

jaise chulho ka rang

jaise chulho ka rang

jaise sawan ki dhup 

jaise sawan ki dhup 

mauj kar lo

mauj kar lo balam, mauj kar lo sajan

mauj kar lo ghadi do ghadi

o chunariya hari

balam mohe la de, sajan mohe la de

la de re, mohe la de

chunariya chunariya, chunariya hari

Explore this song