Roman script

laga re laga re laga re laga re laga o laga laga 

laga laga dulhaniya ka dhaka balam calcutta pahunch gaye 

balam calcutta pahunch gaye o kata kata aisa kata najariyo se aaka

balam calcutta pahunch gaye balam calcutta pahunch gaye

arma rah gaye dil me dil ke kuch bhi na paya unse mil ke

arma rah gaye dil me dil ke kuch bhi na paya unse mil ke

vo khiladi the anadi vo khiladi anadi na jane dil ka bhed

maine mara o maine mara jo chhke pe satta

balam calcutta pahunch gaye balam calcutta pahunch gaye

laga laga dulhaniya ka dhaka balam calcutta pahunch gaye

balam calcutta pahunch gaye

usne chaha de du dhokha hamne socha ye hai mauka

usne chaha de du dhokha hamne samjha ye hai mauka

tum na jao abhi aao najar aao hamari hogi jeet

maine aisa maine aisa firaya hai matha  

balam calcutta pahunch gaye balam calcutta pahunch gaye

laga laga dulhaniya ka dhaka balam calcutta pahunch gaye

balam calcutta pahunch gaye

hum to unse badla lenge din me taare dikhla denge

hum to unse badla lenge din me taare dikhla denge

wo diwane wo kya jane wo diwane kya jane hamare dil ka raaz

maine mara vo dhaka balam calcutta pahunch gaye

balam calcutta pahunch gaye

laga laga dulhaniya ka dhaka balam calcutta pahunch gaye

balam calcutta pahunch gaye

Explore this song