Roman script

baje badhai more angana

janam liyo lalna ho

sare ghar me khushi hi khushi chhayi

ki sach hua sapna ho

sare ghar me khushi hi khushi chhayi

ki sach hua sapna ho

dhan dhan bhag hamare ye subh din aaya ho

sona bhari bhari ranjuri lutaye

ratan dhan paya ho

sona bhari bhari ranjuri lutaye

ratan dhan paya ho

sab mile mangal gawe

aashish sunawe ho

meri ankhiyo ka tara bane 

suraj sapna sajawe ho

meri ankhiyo ka tara bane 

suraj sapna sajawe ho

Explore this song