Roman script

baj jayega baja baj jayega

saj jayega dola saj jayega

pariyo ki shahjadi

jab hogi teri shadi

o pariyo ki shahjadi

jab hogi teri shadi

to phir kya hoga

baj jayega baja baj jayega

baj jayega baja baj jayega

saj jayega dola saj jayega

saj jayega dola saj jayega

mangni to shadi ki pahli rasm hai

mangni to shadi ki pahli rasm hai

saiya ji ke raaho pe pahla kadam hai

aji pahli rasm hai ye pahla kadam hai

ho baat abhi hai aadhi

jab hogi teri shadi

baat abhi hai aadhi

jab hogi teri shadi

to phir kya hoga

baj jayega baja baj jayega

saj jayega dola saj jayega

sahre ko baandhe dulha jo aayega

sahre ko baandhe dulha jo aayega

layega wo tere liye khushiyo ko layega

aayega dulha aayega

pyari ja khushiyo layega

gauri sidhi sadhi jab hogi teri shadi

o gauri sidhi sadhi jab hogi teri shadi

to phir kya hoga

baj jayega baja baj jayega

saj jayega dola saj jayega

baja jab baajega to sunega mauhalla

baja jab baajega to sunega mauhalla

gaanv gaanv hoga teri shadi ka halla

bhai sunega mauhalla shadi ka hoga halla

ho niv aaj rakhwa di

kal hogi teri shadi

niv aaj rakhwa di

kal hogi teri shadi

to phir kya hoga

baj jayega baja baj jayega

saj jayega dola saj jayega

pariyo ki shahjadi

jab hogi teri shadi

o pariyo ki shahjadi

jab hogi teri shadi

baj jayega baja baj jayega

saj jayega dola saj jayega

baj jayega baja baj jayega

saj jayega dola saj jayega

Explore this song