Roman script

baitha nili jheel kinare 
chanda ko aakash pukare
chanda ko aakash pukare
aayi aayi aayi aayi mai aayi
sara jamana chhod  ke aai
sab se nata tod ke aayi sab se nata tod ke aayi
baitha nili jheel kinare chanda ko aakash pukare
baitha nili jheel kinare chanda ko aakash pukare
sara jamana chhod  ke aai sab se nata tod ke aayi
baitha nili jheel kinare chanda ko aakash pukare
divane hum divane yu hi tadpke mar jaye
mar jaye mar jaye mar jaye 
divane hum divane yu hi tadpke mar jaye
maut hame manjur magar 
na hoke juda rah paye maut hame manjur magar
na hoke juda rah paye jism ko jan se is duniya mei
koi na ab tak alag kiya re baitha nili jheel kinare
chanda ko aakash pukare baitha nili jheel kinare
chanda ko aakash pukare
banduko se talvaro se dil vale nahi darte hai
angaro ki rah pe chalke pyar divane karte hai
karte hai karte hai karte hai
banduko se talvaro se dil vale nahi darte hai 
angaro ki rah pe chalke
pyar divane karte hai koi kaise mare inko 
marke bhi na marte hai koi kaise mare inko 
marke bhi na marte hai har gaya hai
hamse jamana hum to jamane se nahi hare 
baitha nili jheel kinare chanda ko aakash pukare

Song details

singer: Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar

actor: Salman Khan, Ayesha Jhulka