Roman script

dil me kab se ye baat chupi thi jo aaj labo pe aayi

saiyan ke sang nata jod ke maine apni umariya gawai

o bairi saiyan ki najariya zamane par ne dekhe 

na dekhe wo hamri or

o bairi saiyan ki najariya zamane par na dekhe 

na dekhe wo hamri or

o lagi bali si umariya

o lagi bali si umariya thikane par na dekhe na dekhe wo hamri or

oye ram kasam oye more jugna ki kasam

oye ram kasam wo kaisi ghadi thi

aankh meri lag gayi usse aankh meri lag gayi usse

are meri bhi mat mari gayi jo mai iske palle pad gayi

haye haye mai iske palle pad gayi

bol ke boli mithi mithi luta re mora jiya

haye haye luta re mora jiya

bate karke badi badi mujhko bhi andar kiya

ha ha mujhko bhi andar kiya

ab kis thane me,ab kis thane me rapat likhau 

saiyan mila kathor

na dekhe na dekhe wo hamri or na dekhe na dekhe wo hamri or

o bairi saiya ki najariya zamane par

na dekhe na dekhe wo hamri or na dekhe na dekhe wo hamri or

are maine itna julm saha or saha na jaye

haye haye or saha na jaye

saiyan se to sasur hai acha saas ko sair karwaye

dekho saas ko sair karwaye

arre dekhe koi aake yahan beta hai budha or bap jawa

thanedar ki biwi banke mai badi pachtai haan haan mai badi pachtai

choro ki wo gardan pakde 

pakde na mori kalai haan haan pakde na mori kalai

dil ki dil me rakh leti hu

baat nahi hai badhani haan haan bat nahi hai badhani

lekin mai chup nahi rahungi

mai madam asdani haan haan main madam asdani

ghar me mua baat kare na ghar me mua baat kare na

bhaad me jaye chor

na dekhe na dekhe wo hamri or na dekhe na dekhe wo hamri or

o bairi saiya ki najariya jamane par

na dekhe na dekhe wo hamri or na dekhe na dekhe wo hamri or

Explore this song