Roman script

bairi piya tere bin din beete na 
jo rutha kabhi bikhar gai meri raina 
bairi piya tere bin din beete na 
mere dil ki mahfil me tu shamil nahi 
mere dil ki mahfil me tu shamil nahi 
sanjhau kaise nadaan ye samjhe na 
bairi piya tere bin din beete na 
kaise paheli suljhau ye pata to nahi 
kaise paheli suljhau ye pata to nahi 
mere sawalo ke aangan pe tu hai na

Song details