Roman script
yaara kaise matwari teri meri yaari hum chand pe le jaye ak belgadhi ho yaara kaise matwari teri meri yaari hum chand pe jaye ak belgadhi wha naino se naina ladayenge baate karenge mithi mithi pyaari pyaari wha naino se naina ladayenge baate karenge mithi mithi pyaai pyaari tum pass aaye to hum pass aayenge saanson se hum teri saas milayenge jo bhi hi is dil me tumko batayenge such kahe rahe hai hum kuch na chupayenge duniya ko bhul ke tujme kho jayenge wapas na aayenge wapas na aayenge zara jaldi jaldi zara jaldi jaldi ho jra jaldi jaldi hoke yara belgaddi tej bhagane lagi hai dhadkan hamari dekhenge hum tumko dekhe hi jayenge aise hi sara din sang sang bitayenge phoolon ki bagiya me tumko le jayenge khusbhoo ki duniya se tumko milayenge hath pakad ke hum chalte hi jayenge wapas na aayenge wapas na aayenge man bhar aaya man bhar aaya man bhar aaya ho man bhar aaya man bhar aaya baate sunke tumhari dekho humne bhi kar li ha tyari
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Udit Narayan
- Film / album: Kaagaz (2021)
- Composer: Pravesh Mallick
- Lyricist: Rashmi Virag
- Actor: Pankaj Tripathi
- Actor: Monal Gajjar
- Actor: Satish Kaushik
- Actor: Meeta Vashisht
- Actor: Brijendra Kala
- Actor: Amar Upadhyay
- Actor: Lankesh Bhardwaj
- Actor: Neha Chauhan
- Actor: Pranay Narayan
- Actor: Amit Pathak
- Actor: Sharat Sonu
Song video
singer: Alka Yagnik, Udit Narayan