Roman script

safar ye sanso ka tanha gujar gaya hota

na jane kis kadam pe dam tahar gaya hota

agar milta na sahara kisi ki chahat ka

main na jane kab ka tutkar bikhar gaya hota 

har subha bahut yaad aata hai har sham bahut yaad aata hai

koi naam koi naam koi naam bahut yaad aata hai

mere sabhi tarane meri sari shayari 

mere sabhi tarane meri sari shayari 

mere pas hai amante ye uske pyar ki 

wo yaar jisne meri kismat savar di 

wahi naam wahi naam wahi naam bahut yaad aata hai 

har subha bahut yaad aata hai har sham bahut yaad aata hai

koi naam koi naam koi naam bahut yaad aata hai

sanso ke sath meri din rat wo chale 

sanso ke sath meri din rat wo chale 

jab tak kahi na mujhko uski jhalak mile 

meri subha na aaye meri sham na dhale

wahi naam wahi naam wahi naam bahut yaad aata hai 

har subha bahut yaad aata haihar sham bahut yaad aata hai

koi naam koi naam koi naam bahut yaad aata hai 

har subha bahut yaad aata hai har sham bahut yaad aata hai

har subha bahut yaad aata hai har sham bahut yaad aata hai

har subha bahut yaad aata hai har sham bahut yaad aata hai

Explore this song