Roman script

oh yaara raaz dil ke mere

hone lage nigaho se baya

meri raaho mein karke subah

mere khwab mein bharke dua

mujhko yu khud se karke juda tu gayi

bahte pani sa ye lamha hai

lekin ye pal yahi pe thahra hai

bahte pani sa ye lamha hai

lekin ye pal yahi pe thahra hai

tuta ummedo ka aasman

chhuta jo tujhse rabta

dard hai saari fiza sathiya

ab to khayalo ka kafila

mil jaye mujhko tu jaha

chhutega jane kab silsila yariya

sab hashrate hai jaise dhua

tanha hua hai mera jiya

anzane mein jo mujhse khata ho gayi

bahte pani sa ye lamha hai

lekin ye pal yahi pe thahra hai

bahte paani sa ye lamha hai

lekin ye pal yahi pe thahra hai

aahat hawao ki sun jara

kahti hai meri dasta

puche hai mujhse rasta tu kaha

teri wafao ka dayra

kya hona main hona riha

hatho mein hai waqt ke ikhtiyar

ab dil mera kahne laga

arman mere hai bewajah

tujhe bhul ke hu jeene laga main abhi

bahte pani sa ye lamha hai

lekin ye pal yahi pe thahra hai

bahte pani sa ye lamha hai

lekin ye pal yahi pe thahra hai

Explore this song