Roman script

baharon ko chaman yaad aa gaya hai 
baharon ko chaman yaad aa gaya hai 
mujhe wo gulbadan yaad aa gaya hai 
baharon ko chaman yaad aa gaya hai 
lachkati saakh ne jab sir uthaya hai 
lachkati saakh ne jab sir uthaya hai 
kisi ka bankpan yaad aa gaya hai 
kisi ka bankpan yaad aa gaya hai 
mujhe wo gulbadan yaad aa gaya hai 
baharon ko chaman yaad aa gaya hai 
teri surat ko jab dekha hai maine 
teri surat ko jab dekha hai maine 
teri surat ko jab dekha hai maine 
uurch ae fikr o fan yaad aa gaya hai 
uurch ae fikr o fan yaad aa gaya hai 
mujhe wo gulbadan yaad aa gaya hai 
baharon ko chaman yaad aa gaya hai 
mile wo ajnabi ban kar to rafat 
mile wo ajnabi ban kar to rafat
mile wo ajnabi ban kar to rafat 
zamane ka chaln yaad aa gaya hai 
zamane ka chaln yaad aa gaya hai 
mujhe wo gulbadan yaad aa gaya hai 
baharon ko chaman yaad aa gaya hai 
baharon ko chaman yaad aa gaya hai

Song details

Song video

Watch on YouTube