Roman script

baharo ka ye mausam suhana

baharo ka ye mausam suhana

jhum jhum gata jaye dil mera pyar ka tarana

jhum jhum gata jaye dil mera pyar ka tarana

baharo ka ye mausam suhana

baharo ka ye mausam suhana

ye hansi badal muskurate hai 

ye hansi badal muskurate hai

pyar ke nagme gungunate hai

rangin nazara hai dil ye hamara hai

teri adao ka nishana 

baharo ka ye mausam suhana

ye jawa raahe ye jawa mehfil 

ye jawa raahe ye jawa mehfil

jaan ab apni hai kaha manjil 

armano ka hai dera lagta hai 

tera mera jaise ho pyar purana

baharo ka ye mausam suhana

in fijao me aaj kho jaye

in fijao me aaj kho jaye

aao hum milkar ek ho jaye

gale se lag ja aise na tarsa  

laya hu dil nazrana

baharo ka ye mausam suhana

jhum jhum gata jaye dil 

mera pyar ka tarana

baharo ka ye mausam suhana

Explore this song