Roman script

bahane na karo bahane na karo 
pyar ka vada karte ho to 
nibhaya bhi karo bahane na karo 
jamane se daro jamane se daro 
raj mohabbat ka is dil me 
chupaya bhi karo jamane se daro 
mithi mithi si hai ye shikayat sajna 
choti choti baato me yu ruthna hai bura 
teri khatir chal saku angaro pe 
ye jivan ab tere hai ishare pe 
is dil ka naaj to is dil ka naaj to 
uthaya bhi karo uthaya bhi karo 
bahane na karo bahane na karo 
pyar ka vada karte ho to 
nibhaya bhi karo bahane na karo 
pahale to karti hai dil ko bekarar 
phir tu lutati hai adaye beshumar 
teri chahat me to hum aahe bharte hai 
diwano ki tarah jite marte hai 
is dil ki lagi ko is dil ki lagi ko 
bujhaya bhi karo bujhaya bhi karo 
jamane se daro jamane se daro 
raaj mohabbat ka is dil me 
chupaya bhi karo jamane se daro 
bahane na karo bahane na karo 
pyar ka vada karte ho to 
nibhaya bhi karo bahane na karo 
jamane se daro jamane se daro 
bahane na karo bahane na karo 
jamane se daro jamane se daro 
bahane na karo bahane na karo

Song details

singer: Mangal Singh, Anuradha Paudwal