Roman script

bahaar aayi pyari bahaar aayi pyari 
phoolo se phalo se sahji ye daari 
bahaar aayi pyari bahaar aayi pyari 
khisak champpa jayi jugi bela 
khisak champpa khilati hun rang mein 
khilti hun bhang mein 
khilti hun rang mein 
khilati hu bhang mein 
bahaar aayi pyari bahaar aayi pyari 
pinjre mein bandh ke pinjre mein bandh ke 
man ka panchhi 
man ka panchhi pankh pasare kuhu
aasha mein vare ja na ja na ja 
bahaar aayi pyari bahaar aayi pyari 
phoolo se phalo se sahji ye daari 
arman dil ke arman dil ke 
jaage jaage jaage jaage mangal gaaye 
rang rachaye aaj aaj aaj 
bahaar aayi pyari 
phoolo se phalo se sahji ye daari 
bahaar aayi pyari 
phoolo se phalo se sahji ye daari 
bahaar aayi

Song details

Song video

Watch on YouTube