Roman script

baago mein koyal boli
mere dil ki duniya doli
baago mein koyal boli
mere dil ki duniya doli
tu bhi bol koyliya bole
tu bhi bol koyliya bole
kuch kah de haile haule 
kuch kah de haile haule 
tan man se teri ho li
mere dil ki duniya doli
tan man se teri ho li
mere dil ki duniya doli
koyal ki kuk mein kya hai 
koyal ki kuk mein kya hai 
ulfat ka bhed chhupa hai 
ulfat ka bhed chhupa hai 
kya dard bhari hai boli 
mere dil ki duniya doli
kya dard bhari hai boli 
mere dil ki duniya doli
sun kar ye mast sadaye 
sun kar ye mast sadaye 
dali par phul khil aaye 
dali par phul khil aaye 
lo aankh kali ne kholi 
meri dil ki duniya doli
lo aankh kali ne kholi 
meri dil ki duniya doli
baago mein koyal boli
mere dil ki duniya doli

Song details

Song video

Watch on YouTube