Roman script

bagon ki bahaare tujhko pukare 

ab to aaja balam

tu jyada na tarsa mujhko 

milne ki rut aai, tu itna harzai 

kaise tu bhula mujhko

ab to aaja balam

yahi to sada milte the hum 

o balmaa, o o

bagon ki bahaare tujhko pukare 

ab to aaja balam, ab to aaja balam

khetya pakne ka mausam aa gaya

ye pyaar se milne ka mausam aa gaya

tu dhiraj dhar le thoda sa, thoda sa thoda sa

ab khushiyo ke din aayenge

aayenge aayenge

kushboo me jeeti hu teri, yaado mein marti hu 

jeevan bhar rahungi saajan teri gori

phoolo ki sejo par aana, aake fir na jana 

pankha bhi jhulaegi yeh teri gori

dil ye mera pyaasa hai, ek teri abhilasha hai 

hoiya hoiya hoiya hoiya

tere sang mein nachungi 

jaisi teri asha hai, hoiya hoiya hoiya hoiya

yaado mein rahte ho har dum 

bhule se bhi tum

tum hi to rahte ho mere sapno me har dum

balma balma, bagon ki bahare tujhko pukare 

ab to aaja balam, kaise tu bhula mujhko

yahi to mujhe tu milta tha sada

aa  mere balma, bagon ki bahare tujhko pukare 

ab to aaja balam, kaise tu bhula mujhko

Explore this song