Roman script
Pyaar ke nagme gaaye kyun Pyaar mein hum mar jaaye kyun Tumne dil ko toda Tumse aakhir dil lagaye kyun (x2) Karz aashiqui ka chukane ki taiyari hai Tum suno main bolun, ab meri baari hai Tedhi baaton ka seedha jawaab hai Main Badtameez, meri aadat kharab hai (x2) Yun besharam honge Aansu bhi garam honge Apne lahu ko jalane ki taiyari hai Tedhi baaton ka seedha jawaab hai Main badtameez, meri aadat kharaab hai Tum hi roz kehte the Tum hi mujhse pyaar karoge Aisa koi aur na kar paayega Phir tum khaali kar gaye dil ko aise Aise kar gaye khaali Koi aur na bhar paayega Khwaabon ke ujle daaman pe Gin na paaoge hai itni kharashein Karz aashiqui ka chukane ki taiyari hai Tum suno main bolun ab meri baari hai Tedhi baaton ka seedha jawaab hai Main badtameez, meri aadat kharab hai (x2) Cheere baar-baar jo dil ko cheere Dard de gaye aisa Haan dard de gaye tum toh Jaana, jaan-jaan kehte tum mujhko Jaan le gaye meri Meri jaan le gaye tum toh Khwaabon ki kasmon waadon ki Yeh jo laashein hain Kahaan pe chhupayein Karz aashiqui ka chukane ki taiyari hai Tum suno main bolun ab meri baari hai Tedhi baaton ka seedha jawaab hai Main badtameez, meri aadat kharaab hai (x4)
Song details
- Singer: Ankit Tiwari
- Composer: Ankit Tiwari
- Lyricist: Manoj Muntashir
Song video
director: Sidhant Sachdev
cast: Ankit Tiwari, Sonal Chauhan