Roman script

zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya

zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya

khud ko teri hi khatir badnaam kar diya

badnamiyan mili tanhaiyan badhi

badnamiyan mili tanhaiyan badhi

badnamiyan 

har pal ye dil yaad tujhe karta rehta hai

har pal tere sapne ye dekha karta hai

mana tumne raste apne badal diye

yeh bechara beete kal mein hi rehta hai

aakhiri sans ko bhi tere naam kar diya

aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya

khudko tere hi khaatir nakaam kar diya

badnamiyan mili tanhaiyan badhi

badnamiyan mili tanhaiyan badhi

main teri aankhon me dekhta hoon khudko

tumko kya dikhta hai meri nazron mein kaho

dekhte chahte subah ko shaam kar diya

dekhte chahte subah ko shaam kar diya

khud ko teri hi khatir qurbaan kar diya

badnaamiyan mili tanhaiyan badhi

badnaamiyan mili tanhaiyan badhi

zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya

zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya

khud ko teri hi khatir badnam kar diya

badnaamiyan mili tanhaiyan badhi

badnaamiyan mili tanhaiyan badhi

zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya

zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya

khud ko teri hi khatir badnaam kar diya

badnaamiyan mili tanhaiyan badhi

badnaamiyan mili tanhaiyan badhi 

badnaamiyan mili tanhaiyan badhi

Explore this song