Roman script

baadlo ki hai sazish lamho ki hai sifarish
aaj milke mita de fasla 
baadlo ki hai sazish lamho ki hai sifarish 
aaj milke mita de fasla
dhadkano ki hai khwahish dil me karle rihayish
aaj milke mita de fasla
aankho se mai apni tera chehra bandh lu
tere paas hi mai ab aake sans lu
aankho se mai apni tera chehra bandh lu
tere paas hi mai ab aake sans lu
mere saye se lipat ja chahe baho me simat ja
ab mujhme jo bhi wo hai tera
mausam ka nasha hai jo ham pe cha raha hai
dil ko chedti hai jo bhigi si hawa hai
mausam ka nasha hai jo ham pe cha raha hai
dil ko chedti hai jo bhigi si hawa hai
mere jismo ja se gujar ja kaho waqt se tu thahar ja
par na ruke ye pyar ka silsila 
baadlo ki hai sazish lamho ki hai sifarish 
aaj milke mita de fasla

Song details

Song video

Watch on YouTube

Song video

Watch on YouTube

singer: Sunidhi Chauhan, Sonu Nigam