Roman script

aye rooh-e-raqeeb tu
hai maut ke kareeb tu
aye rooh-e-raqeeb tu
maut ke kareeb tu
sun le kafir hoon teri khatir
badla badla, main badla badla
dil badla hai mera khuda
sab badla badla, jab badla badla
khud badla hai mera khuda
badla badla, main badla badla
dil badla hai mera khuda
sab badla badla, jab badla badla
khud badla hai mera khuda
khurdure se seene mein
tera kya kaam hai
suna hai pare duniya ke
bada aaram hai
oh khurdure se seene mein
tera kya kaam hai
ho suna hai pare duniya ke
bada aaram hai
aye mere raqeeb tu
hai maut ke kareeb tu
aye mere raqeeb tu
maut ke kareeb tu
sun le kafir hoon teri khatir
badla badla, main badla badla
dil badla hai mera khuda
sab badla badla, jab badla badla
khud badla hai mera khuda.

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Vishal Dadlani, Jasleen Kaur Royal, Suraj Jagan, Priya Saraiya

actor: Varun Dhawan, Nawazuddin Siddiqui, Huma Qureshi, Yaami Gautam

lyricist: Priya Saraiya, Dinesh Vijan