Roman script

badi mushkil se mila hame aasra

badi mushkil se mila hame aasra

aasra mila aasra mila aasra

badi mushkil se mila hame aasra

badi mushkil se mila hame aasra

roti kapda bahut hi zaroori

roti kapda bahut hi zaroori

sar pe chhat sab ki majboori

sab ke naseeb mein kaha likha ghar

aas mein umar nikal jaaye saari

aadhi duniya soye sadak pe

mila jo ghar to kismat hamari

lad lad ke mila hame aasra

lad lad ke mila hame aasra

badi mushkil se mila hame aasra

kai saalo tak raah nihaari

sapno ki gaadi pe kari sawari

roj savere se sanjha tak

ghar paane ki kari taiyaari

thaath ho gaye ham sabke ghul

pakke ghar mein reh ne ki baari

ab maika yahi yahi saasra

ab maika yahi yahi saasra

badi mushkil se mila hame aasra

badi mushkil se mila hame aasra

shaam daam kuch kaam aaya

laajo thath ke id uthaya

ek farishta aisa aaya

usne sab ko haq dilvaya

kori kori ummeedo par

rang jeet ka khoob chadhaya

kadi mehnat ne dilvaya aasra

badi mushkil se mila hame aasra

aasra mila aasra mila aasra

badi mushkil se mila hame aasra

badi mushkil se mila hame aasra

badi mushkil se mila hame aasra

badi mushkil se mila hame aasra

Explore this song