Roman script

badi mushkil se hum samjhe

hume wo kya samjte hai

jo ache hain wo har insan ko

acha samjhte hain

ye hai kismat mujhe wo, apna diwana samjhte hain

ye hai kismat mujhe wo, apna diwana samjhte hain

inayat hai nawazish hai, agar aisa samjhte hain

inayat hai nawazish hai, agar aisa samjhte hain

ye hai kismat mujhe wo, apna diwana samjhte hai

jo kahna tha nazar milte hi, dil se kah chuki nazre 

bahut chaha bahut roka, na roke se ruki nazre 

yaka yak kisliye wo muskuraye, kyu jhuki nazre 

yaka yak kisliye wo muskuraye, kyu jhuki nazre 

bhari mahfil hai lekin ye, humi tanha samjhte hain

bhari mahfil hai lekin ye, humi tanha samjhte hain

inayat hai nawazis hai, agar aisa samjhte hai

tamanna are tamanna jo na, ho puri are tauba

tumhare dil se kurbat, aankh se duri are tauba

mohabbat bandi ye majburi, are tauba

mohabbat ki ye had bandi, ye majburi are tauba

ki ye bhi kah nahi sakte, tumhe hum kya samjhte hain

ki ye bhi kah nahi sakte, tumhe hum kya samjhte hain

inayat hai nawazis hai, agar aisa samjhte hai

nasibo ki kharabi hai, ki tumse pad gaya pala

mila hoga tumhe kaahen ko, aisa chahne wala

udhar tumne samjh kar, humko begana mita dala

udhar tumne samjh kar, humko begana mita dala

idhar hum hai ki hum fir bhi, tumhe apna samjhte hain

idhar hum hai ki hum fir bhi, tumhe apna samjhte hain

ye hai kismat mujhe wo, apna diwana samjhte hain

inayat hai nawazis hai, agar aisa samjhte hain

Explore this song