Roman script

badi dur se ho ji

badi dur se bhatakte bhatakte  

ghunghrali lato ko jhatakte 

har mod pe matakte matakte 

pag pag par thumakte lachakte

aaj aai tumhare gaon

natkhat gaay waali

ho aaj aai tumhare gaon

natkhat gaay waali

badi dur se ho ji

maera naam hain kamli re babua 

gaay ka naam hain lakshmi 

gaay ka naam hain lakshmi 

kaho to main puarab ke pavan ko 

badal ke kar du pachhami 

badal ke kar du pachhami kyu lakshmi

dekho re mera that anokha 

dekho re mera that anokha 

meri thask nirali 

aai gaay waali 

badi dur se ho ji 

sabhi tapsyaao se badi hain 

gau mata ki seva gau mata ki seva 

jo bhi kare isaki seva 

wo payega meva 

wo payega meva kyu lakshmi

yaad rakho bajti hain hamesa 

yaad rakho bajti hain hamesa 

do haatho se taali

aai gaay waali 

badi dur se ho ji

Explore this song