Roman script

ek khwaab suhana dekh liya

kya khel tha chand sitaro ka

ab aake dekh bedard jara kya 

haal hai pyar ke maaro ka

badi bhul hui tujhe pyar kiya 

badi bhul hui tujhe pyar kiya

tere pyar ka kyu aitbar kiya

badi bhul hui tujhe pyar kiya

muh modd ke yu hi jana tha

kyu apna mujhe banaya tha

agar shokh rulane ka tha tujhe 

kyu hasna mujhe sikhaya tha

badi bhul hui tujhe pyar kiya

ye jina bhi koi jina hai 

tum dur raho main dur rahu

kya pyar isi ko kehte hai 

jo milne se majbur rahu

kyu vada kiya todd diya 

ikrar karke inkaar kiya

badi bhul hui tujhe pyar kiya

badi bhul hui tujhe pyar kiya 

tujhe pyar kiya tujhe pyar kiya

Explore this song