Roman script

badi albeli hai tu, karati athkeli hai tu

mithi itni ki lage gud ki bheli hai tu

badi albeli hai tu, karti athkeli hai tu

mithi itani ki lage gudh ki bheli hai tu

mujhko to ye gud chkha, bekar kyu hai rakha 

mujhko to ye gud chkha, bekaar kyu hai rakha 

badi albeli hu main, ek paheli hu main

mujhko bholi na samajh, khel sab kheli hu main

gud hai mera jo rakha, usape najar na laga 

gud hai mera jo rakha, usape najar na laga 

gud jo rakha raha yu tumhaara 

chunte kha jayenge ye gud saara

itani kanjusi achchhi nahi hai 

muh to mitha kara do hamara

bada shaukin hai tu, badi rangin ho tum

bada dildar hai tu, badi hoshiyar ho tum

karti ho kis ada se ishara

badi albeli hai tu, karti athkeli hai tu

mithi itni ki lage gud ki bheli hai tu

mujhko toh ye gud chkha, bekar kyu hai rakha 

mujhko toh ye gud chkha, bekar kyu hai rakha

badi albeli hu main, ek paheli hoon main

mujhko bholi na samajh, khel sab kheli hu main

gud hai mera jo rakha, uspe najar na laga 

gud hai mera jo rakha, uspe najar na laga 

gudh yeh mera bada kimati hai 

muft mein main tumko gud na dungi

itna mitha nahi gud kisika

main toh muh mangi kimat hi lungi

ho jo bhi tum dam kaho, jo bhi tum kam kaho

rakhlu main nam wahi jo bhi tum nam kaho

gulam aisa hua hu tumhara

badi albeli hu main, ek paheli hu main

mujhko bholi na samajh, khel sab kheli hu main

gudh hai mera jo rakha, uspe najar na laga 

gudh hai mera jo rakha, uspe najar na laga

badi albeli hai tu, karti athkeli hai tu

mithi itni ki lage gud ki bheli hai tu

mujhko to ye gud chkha, bekar kyu hai rakha 

mujhko to ye gud chkha, bekar kyu hai rakha

Explore this song