Roman script
sarhad pe chale sarhad pe humein aawaz lagani hai jai bharat mata! maathe pe tilak jai hind laga woh meri nishani hai sarhad pe chale sarhad pe humein aawaz lagani hai maathe pe tilak jai hind laga woh meri nishani hai sooraj ki tarah sooraj ki tarah sar chadhte hain hum sar chadhte hai hum parvat ko gira ke parvat ko gira ke badhte hain hum badhte hain hum chattan se chaude seenon mein toofan uthana hai hai josh mein sarfarosh ladd jaana hai badhte chalo badhte chalo badhte chalo rukna nahi jhukna nahi badhte chalo badhte chalo badhte chalo badhte chalo hum ek saath hain ek nishaan badhte chalo garud kahun bol pyare balidaan param dharam jaat balwan jai bhagvan sarvada shaktishali jai maa kaali aayo gorkhaali dariya ki tarah dariya ki tarah hum behte hain hum behte hain lekin hum chaukanya chaukanya hum rehte hain hum rehte hain faulaadi iraade rakhte hai har farz nibhana hai hai josh mein sarfarosh ladd jaana hai badhte chalo badhte chalo badhte chalo rukna nahi jhukna nahi badhte chalo veer madrasi hey hadikolu hadikolu hadikolu bolo shri chhatrapati shivaji maharaj ki jai badri vishal laal ki jai birsa munda ki jai bajrangbali ki jai raja ram chadra ki jai bolo hindustan ki jai jo bole so nihal sat sri akal sarhad pe chale sarhad pe humein aawaz lagani hai maathe pe tilak jai hind laga woh meri nishani hai sarhad pe chale sarhad pe humein aawaz lagani hai aawaz lagani hai maathe pe tilak jai hind laga woh meri nishani hai kalika mata ki jai jwala mata ki jai durga mata ki jai bharat mata ki jai badhte chalo badhte chalo badhte chalo rukna nahi jhukna nahi badhte chalo badhte chalo badhte chalo badhte chalo hum ek saath hain ek nishaan badhte chalo badhte chalo badhte chalo badhte chalo rukna nahi jhukna nahi badhte chalo badhte chalo badhte chalo badhte chalo badhte chalo badhte chalo badhte chalo
Song details
- Singer: Shankar Mahadevan
- Singer: Vishal Dadlani
- Singer: Divya Kumar
- Film / album: Sam Bahadur (2023)
- Composer: Shankar Ehsaan Loy
- Lyricist: Gulzar
- Actor: Vicky Kaushal
- Actor: Sanya Malhotra
- Actor: Fatima Sana Shaikh
- Actor: Neeraj Kabi
- Actor: Govind Namdeo
- Actor: Edward Sonnenblick
- Actor: Mohammed Zeeshan Ayyub
- Actor: Rajiv Kachroo
Song video
singer: Shankar Mahadevan, Vishal Dadlani, Divya Kumar