Roman script

hello rajni uncle

hume bhi do apne do pal

badhaai humse lo

aur aake humko mithaai do

nazar hum utaarenge

aaye jo bhi balaa tumpar vo tal jaaye

maasum duaao ke tumhaare sang

sada yun hi rahe saaye

thank you o phulo, baaho me jhulo

isi pyaar ke bal jinda main har pal

kahani kya hai kaho

ye shanti kraanti kya hai kaho

bado ki bahut suni

kahani baccho ki bolo

main bus actor hun

director hai upar wala

kahani dharti ki

hai lekhak to ambar wala

maata pita ke pyaar pale

phulo kahani ek nayi sun lo

chhoda jise mamta ke aanchal ne

uske aansu zara chun lo

ye kaun rota, halka na hota

ye kaun rota, halka na hota

jo ro raha hai hind ka bachpan hai

ye desh par sankat ka lakshan hai

Explore this song