Roman script

badi mushkil se dil ki bekaraari ko karaar aaya

badi mushkil se

ke jis jaalim ne tadpaaya usi par mujh ko pyaar aaya

irade chhutne waale na armaan tutne waale

mujhe tujh par yakin hai aye mera dil lutne waale

mujhe meri mohabbat

mujhe meri mohabbat ka na ab tak aitbaar aaya

mohabbat raaj hai yeh raaj baaton me na khul jaaye

bahut roka bahut chaaha na lab par dil ki baat aaye 

magar phir bhi tumhaara

magar phir bhi tumhaara naam lab par baar-baar aaya

badi mushkil se 

badi mushkil se dil ki bekaraari ko karaar aaya

ke jis jaalim ne tadpaaya usi par mujh ko pyaar aaya

badi mushkil se

badi mushkil se dil ki bekaraari ko karaar aaya

badi mushkil se

irade chhutne waale na armaan tutne waale

irade chhutne waale na armaan tutne waale

mujhe tujh par yakin hai aye mera dil lutne waale

mujhe tujh par yakin hai aye mera dil lutne waale

mujhe meri mohabbat

mujhe meri mohabbat ka na ab tak aitbaar aaya

badi mushkil se 

badi mushkil se dil ki bekaraari ko karaar aaya

badi mushkil se

isi surat se baaki jindagi ke din bhi kat jaayen

ghadi bhar ke liye ae kash vo ghadiya palat aaye

vo ghadi jo mera dil

vo ghadi jo mera dil teri mehfil me gujaar aaya

badi mushkil se 

badi mushkil se dil ki bekaraari ko karaar aaya

ke jis jaalim ne tadpaaya usi par mujh ko pyaar aaya

badi mushkil se

Explore this song