Roman script

bade shokh hote hai ye husn vale

khuda inka saya kisi par na dale

khuda inka saya kisi par na dale

bade shokh hote hai ye husn vale

khuda inka saya kisi par na dale

khuda inka saya kisi par na dale

ye chahe to duniya ko pagal banade

kayamat se pahle kayamat utha de

ke inko javani ki dolaut

mili hai najakat mili hai

shrart mili hai magar hum ko inse

yahi ek gila hai ke dil ki jagah inko

pathar mila hai jise aajmana ho aaj ma le

bade hi siyale bade bhole bhale

khuda inka saya kisi par na dale

bade shokh hote hai ye husn vale

khuda inka saya kisi par na dale

khuda inka saya kisi par na dale

adao ke khajar chalate hai dil par

nigahe se bijli girate hai dil bar

nafa se vafa hai nafa se mohabbat

bade sang dil hai bade be murabat

nigahe badln koi inse sikhe

dilo ko kuchalna koi inse sikhe

ye katil najare jahan se nirale

gaya kam se jo pada inke pale

khuda inka saya kisi par na dale

bade shokh hote hai ye husn vale

khuda inka saya kisi par na dale

khuda inka saya kisi par na dale

ye jalim jis dekh le muskura kar

uska hi hokar rahe jindagi bahr

kare koi kis dil se inki tamnna

samjte hai ye aashiko ko khilona

inhe dene vale ne har chij di

magar inme vafa ki kami hai

hajaro dilo par hai inki hukmat

magar julm dane ki hai inki aadat

na pad jaye tumko bhi jine ke lale

ye bedard sunte nahi dil ke nale

khuda inka saya kisi par na dale

bade shokh hote hai ye husn vale

khuda inka saya kisi par na dale

khuda inka saya kisi par na dale

vafa kya hai ye jante hi nahi

mohabbat ko ye mante hi nahi

garj inki fitrat me hai bevafayi

jo inse mila jan usne gavayi

kyamat se badkar hai ye husan vale

jo palke hai nastar to aab ru hai bhale

khuda inka saya kisi par na dale

bade shokh hote hai ye husn vale

khuda inka saya kisi par na dale

khuda inka saya kisi par na dale

ye nadan bhi hai ye husiyar bhi hai

ye masum bhi hai ye ayar bhi hai

ye darte nahi jara bhi khuda se

agar koi mar ajaye inki bala se

khuda ke liye pyar inse na karna

mohabbat ka ikrar inse na karna

jamane se hai dang inke nirale

ye jitne gore hai utne hai kale

khuda inka saya kisi par na dale

bade shokh hote hai ye husn vale

khuda inka saya kisi par na dale

khuda inka saya kisi par na dale

khuda inka saya kisi par na dale

khuda inka saya kisi par na dale

Explore this song