Roman script

aankhon se bachaakar, lo rakho chhupaakar

pyaar ko kabhi kisi ki najar na lage

chaand ko churaakar, maathe pe sajaakar

haule chalana raat ko khabar na lage

sitaare dhund laaye hai, andheron pe sajaaye hai

jaise diwaali ki ho raat jindagi

(bade se shehar mein chhote chhote ghar mein

itani yeh khushiya bolo rakh de kahaan

pyaar muskuraahat sapano ki aahat, jo bhi maanga mil gaya) - (2)

aajkal ik nanhe mehmaan se baatein karu khwaabon mein

dono kahaaniya banaate, jhuti sachchi hai bataate

maine kal usase kahaan yaar abb aa bhi jaao ghar kabhi

bheegane se tum na darna, khushiyon ki hai barsaatein

sitaare dhund laaye hai, andheron pe sajaaye hai

jaise diwaali ki ho raat jindagi

na na na naare na na na na na naare, jo bhi maanga mil gaya

bade se shehar mein chhote chhote ghar mein

itani yeh khushiya bolo rakh de kahaan

pyaar muskuraahat sapano ki aahat, jo bhi maanga mil gaya

aankhon se bachaakar, lo rakho chhupaakar

pyaar ko kabhi kisi ki najar na lage

chaand ko churaakar, maathe pe sajaakar

haule chalana raat ko khabar na lage

sitaare dhund laaye hai, andheron pe sajaaye hai

jaise diwaali ki ho raat jindagi

(bade se shehar mein chhote chhote ghar mein

itani yeh khushiya bolo rakh de kahaan

pyaar muskuraahat sapano ki aahat, jo bhi maanga mil gaya) - (2)

Explore this song