Roman script

badi door se layi hu aji layi hu ek bade maje ki baat 
baat ke badle baat hai aur laat ke badale laat 
jo koi aankh dikhaye usko tu aankh dikhaye 
jo bhi baat banaye tujhko tu bhi baat banaye 
jisko sunke dil dhak dhak dhak se rah jaye 
raat ko kar de din din ko karde raat 
badi door se layi hu aji layi hu ek bade maje ki baat 
baat ke badle baat hai are laat ke badle laat
tu chahe to waise gaaye tu chahe aisa gaye 
bachhada bin bajaye bachhada bin bajaye 
tu chahe to gadha nache ut gulati gaye 
tu chahe to gadha nache ut gulati gaye 
koyliya ki boli bole 
koyliya ki boli bole ye murge ki jaat 
ye murge ki jaat baat ke badle baat hai 
are laat ke badle laat 
badi door se layi hu aji layi hu ek bade maje ki baat 
baat ke badle baat hai are laat ke badle laat 
baba ji ka mantar ye bhul na jana babu 
babu babu babu se babu 
ek funk se kiskio chahu karlo apne kabu 
kabu kabu kabu se babu 
teri marji aaye ye to teri marji jaye 
uthe baithe piye khaye roye khaye aaye jaye 
sath sath nache ye to hath mein leke hath
badi door se layi hu aji layi hu ek bade maje ki baat 
baat ke badle baat hai are laat ke badle laat

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: S D Batish, Asha Bhosle