Roman script

bade dino me khushi ka din aaya

are bade dino me khushi ka din aaya

aaj koi na pucho mujhse maine kya paya

bade dino me khushi ka din aaya

are bade dino me khushi ka din aaya

aaj koi na roke mujhko chahe jo karu

dharti kya hai ambar pe bhi panv na daru

aaj koi na roke mujhko chahe jo karu

dharti kya hai ambar pe bhi panv na daru

mere pyar ka gulshan usne fir se mahkaya

bade dino me khushi ka din aaya

are bade dino me khushi ka din aaya

aaj jana kya matlab tha sare khel ka

bichade to bad jata hai maja mel ka

aaj jana kya matlab tha sare khel ka

bichade to bad jata hai maja mel ka

yahi soch kar us malik me kuch din tarsaya

bade dino me khushi ka din aaya

are bade dino me khushi ka din aaya

aaj koi na pucho mujhse maine kya paya

bade dino me khushi ka din aaya

are bade dino me khushi ka din aaya

are bade dino me khushi ka din aaya

are bade dino me khushi ka din aaya

are bade dino me khushi ka din aaya

Explore this song