Roman script

badam mein aag si chehara gulab jaisa hai 

ke jahar-e-gam ka nasha bhi sharab jaisa hai 

badan mein aag si 

wo samne hai magar tishngi nahi jati 

wo samne hai magar tishngi nahi jati 

ye kya sitam hai ke dariya sarab jaisa hai 

ye kya sitam hai ke dariya sarab jaisa hai 

ke jahar-e-gam ka nasha bhi sharab jaisa hai 

badan mein aag si 

kaha wo kurb ke ab to ye haal hai jaise

kaha wo kurb ke ab to ye haal hai jaise

tere firak ka aalam bhi khwab jaisa hai 

tere firak ka aalam bhi khwab jaisa hai 

ke jahar-e-gam ka nasha bhi sharab jaisa hai 

badan mein aag si 

faraj sang-e-malamat se jakham jakham sahi 

hame ajij hai khanakharab jaisa hai 

hame ajij hai khanakharab jaisa hai 

badam mein aag si chehara gulab jaisa hai 

badam mein aag si chehara gulab jaisa hai

Explore this song