Roman script

baadal ki paalki pe hoke sawaar

aaj aane wali hai barsaat

balam zara hone do pyar bhari baat

baadal ki paalki pe hoke sawaar

aaj aane wali hai barsaat

balam zara hone do pyar bhari baat

thandi thandi hawaao ke saath

thandi thandi hawaao ke saath

lo ho gayi pyar ke mausam ki shuruwat

ho gori zara hone do mithhi mithhi baat

baadal ki paalki pe hoke sawaar

aaj aane wali hai barsaat

balam zara hone do pyar bhari baat

lele ke thumkiya jhoom rahi hai daaliya

ho jhoom rahi hai daaliya

naazuk badan mera lachak lachak jaaye re

naazuk badan mera lachak lachak jaaye re

patte bajaaye taaliya 

kaisa hai jaadu bhara aaj ka din gori 

waisi bana do meri raat

balam zara hone do pyar bhari baat

baadal ki paalki pe hoke sawaar

aaj aane wali hai barsaat

balam zara hone do pyar bhari baat

ham aur tum dono piya bhitar se ek hai

ham aur tum dono piya bhitar se ek hai

baahar se dekhan me do 

ho jo dil se dil ka mel rahe

to gori kabhi na bichhadna ho

ho piya kabhi na bichhadna ho

do tumhari do hamari chaaro ankhiyan ki pyari

aao ham karaye mulaqat

balam zara hone do pyar bhari baat

baadal ki paalki pe hoke sawaar

aaj aane wali hai barsaat

balam zara hone do pyar bhari baat

Explore this song