Roman script

badal bijli ka baaja 

leke aa sawan raja 

badal bijli ka baaja 

leke aa saawan raja

badal bijli ka baaja 

leke aa sawan raja 

ho jhab jhab zara, to aaye mazaa 

na kar der jaldi se aaja 

badal bijli ka baaja 

leke aa saawan raja 

ho jhab jhab zara, to aaye mazaa 

na kar der jaldi se aaja 

badal bijli ka baaja 

nikal sake na koi aaj ghar se 

aise zor shor se paani barse 

nikal sake na koi aaj ghar se 

aise zor shor se paani barse 

to mummy meri mujhse kahe 

baby aaj school na jaa 

badal bijli ka baaja 

leke aa saawan raja 

ho jhab jhab zara, to aaye mazaa 

na kar der jaldi se aaja 

badal bijli ka baaja 

bachpan nani dadi ki hai lori 

jeevan hai magar ek love story 

bachpan nani dadi ki hai lori 

jeevan hai magar ek love story 

voh lori suni kayi baar par 

yeh love story humko sunaa ja 

badal bijli ka baaja 

leke aa saawan raja 

ho jhab jhab zara, to aaye mazaa 

na kar der jaldi se aaja 

badal bijli ka baaja

Explore this song