Roman script

bada rangi fasana hain

mohabbat jisko kahten hain 

jawani ka tarana 

jawani ka tarana hain

mohabbat jisko kahten hain 

hansi gham ki udana hain

mohabbat jisako kahten hain

tadap kar muskurana 

tadap kar muskurana hain

mohabbat jisako kahten hain

mohabbat maikada hai jaam hain 

saagar hain mina hain 

mohabbat bekhudi hain tadap hain 

masti hain jeena hain

ye masti hain jeena hain 

nashe me dagmagana 

nashe me dagmagana hain

mohabbat jisako kahten hain

hansi gham ki udana hain

mohabbat jisako kahten hain

mohabbat julm hain joro jafa hain 

ranj hai gham hain 

kafat hain dard hain fariyad hain 

khushiyo ka mausam 

ye khushiyo ka mausam hain 

tadpana talmalana

tadpana talmalana

mohabbat jisko kahten hain 

bada rangi fasana hain

mohabbat jisko kahte hain 

mohabbat me jo koso hil hain

kashti ka kinara hain 

bada dilkash dilasa hain

bada rangi sahara hain 

jo aksar tut jata hain

mohabbat wo sahara hain 

nahi is lahar ko sahil

ye kashti bekinara hain 

ye kashti bekinara hain 

bhanwar me dub jana 

bhanwar me dub jana hain

mohabbat jisko kahaten hain 

nayi manjil ko pana hain

mohabbat jisko kahten hain 

bada rangi fasana hain

mohabbat jisko kahte hain

jawani ka tarana 

jawani ka tarana hain

mohabbat jisko kahten hain 

mohabbat jisko kahten hain 

mohabbat jisko kahten hain

Explore this song