Roman script

ghatao me koi bhuli kahani yaad aati hain 

naya mausam jab aata hain, purani yaad aati hain 

jawani ise banaye na kahani hi sahi lekin

hame to wo balaye na bahne yaad aati hain 

bada maja aaya ladai me 

ki tut gayi chudi kalai me 

bada maja aaya ladai me 

ki tut gayi chudi kalai me 

raat aadhi biti jagai me 

ki tut gayi chudi kalai me 

sharvat se mithe davai se kadave 

sharvat se mithe davai se kadave 

bhaye wahi hay man ko 

bhaye wahi hay man ko 

pa le jo meri to, tan man me apne 

aise chhupaun sajan ko 

aise chhupaun sajan ko 

jaise, jaise pani surahi me 

ki tut gayi chudi kalai me 

bada maja aaya ladai me 

ki tut gayi chudi kalai me 

baho ke ghere chhama chham andhere 

baho ke ghere chhama chham andhere 

sangat ki raina nirali 

o sangat ki raina nirali 

thahre na bindiya na kajra na gajra 

kho gayi chandi ki bali 

ho kho gayi chandi ki bali 

ha dhua dhua 

dhua dhua mausam rajai me 

ki tut gayi chudi kalai me 

bada maja aaya ladai me 

ki tut gayi chudi kalai me 

raat aadhi biti jagai me

Explore this song