Roman script

bachpan se akela main, akela hu

bachpan se akela main, akela hu

zindagi mein aisa kya hua

main rutha bhi nahi, hansa bhi nahi

jinda hu magar zindagi nahi, zindagi nahi

bachpan se akela main, akela hu

manzil ke raaste mein ik sahara mila tha

aasha aur umeed ka ek sapna dekha tha

o manzil ke raaste mein ik sahara mila tha

aasha aur umeed ka ek sapna dekha tha

tut gaya sapna, chala gaya apna

tut gaya sapna, chala gaya apna

phir bhi jinda hu main

zindagi nahi, zindagi nahi

bachpan se akela main, akela hu

patthar ki duniya se mujhe kya mila hain

mere naseeb mein ab na jaane kya likha hain

o patthar ki duniya se mujhe kya mila hain

mere naseeb mein ab na jaane kya likha hain

tut gaya sapna, chala gaya apna

tut gaya sapna, chala gaya apna

phir bhi jinda hu main

zindagi nahi, zindagi nahi

bachpan se akela main, akela hu

Explore this song